Main teri aankhon mein udaasi
Kabhi dekh sakda nai,
Tujhe khush main rakhunga sohneya
Main tere hothon pe khamoshi
Kabhi dekh sakda nai,
Sari baatein main sununga sohneya
Tere dil se na, kabhi khelunga
Saare raaz apne, main tujhko de dunga
Meri jaan tune mujhko pagal hai kiya
Mera lagda na jiya tere bager
Tu maan meri jaan main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni baahon mein chhupa ke rakhunga
Tu maan meri jaan main tujhe jaane na dunga
Main tujhko apni aankho mein basake rakhunga
Tu maan meri jaan tu maan meri jaan
Main saya banke saath tere rehna 24 ghante
Main rehna 24 ghante (tere bina dil lagda nai)
Main aankhon se chura lu jana tere jo bhi gam the
Haye tere jo bhi gam the
Meri baahon me aake tu jaye nahi
Aisi rabb se main maangu duaa
Tere dil se na,kabhi khelunga
Sare raaz apne,tujhko de dunga